aaj phir dil mein teri khoee huee yaad aayi
jaisay weeranay mein chupkay say bahaar aa jaye
jaisay sehraon mein holay say chalay baad-e-naseem
jaisay beemar ko bewajha qaraar aa jaye
jaisay weeranay mein chupkay say bahaar aa jaye
jaisay sehraon mein holay say chalay baad-e-naseem
jaisay beemar ko bewajha qaraar aa jaye


